Romantic Shayari in Hindi, Latest Best Hindi Romantic Shyari Collection | Shayari Copy - All Shayari Collection

Romantic Shayari in Hindi, Latest Best Hindi Romantic Shyari Collection

Romantic Shayari- Itna Pyaar Karte Hain



Touching Romantic Shayari Expressing Lovely Sentimets
Romantic Shayari in Hindi, Latest Best Hindi Romantic Shyari Collection


Badalna Nahi Aata Humein Mausam Ki Tarah,
Har Ek Rut Mein Tera Intezaar Karte Hain,
Na Tum Samjh Sakoge Jise Qayaamat Tak,
Kasam Tumhari Tumhein Itna Pyaar Karte Hain.

बदलना आता नहीं हमें मौसम की तरह,
हर इक रुत में तेरा इंतज़ार करते हैं,
ना तुम समझ सकोगे जिसे क़यामत तक,
कसम तुम्हारी तुम्हें इतना प्यार करते हैं।

Romantic Shayari in Hindi, Latest Best Hindi Romantic Shyari Collection

Khafa Na Hona Agar Barh Ke Thaam Lun Daaman,
Yeh Dil Fareb Khata Jaan Kar Nahi Hoti,
Tumhare Aane Talak Humko Hosh Rehta Hai,
Phir Uske Baad Humein Kuchh Khabar Nahi Hoti.

ख़फ़ा न होना अगर बढ़ के थाम लूँ दामन,
ये दिल फ़रेब ख़ता जान कर नहीं होती,
तुम्हारे आने तलक हमको होश रहता है,
फिर उसके बाद हमें कुछ ख़बर नहीं होती।

Romantic Shayari in Hindi

Romantic Shayari in Hindi, Latest Best Hindi Romantic Shyari Collection

Kabhi Lafz Bhool Jaaun Kabhi Baat Bhool Jaaun,
Tujhe Iss Kadar Chahun Ki Apni Jaat Bhool Jaaun,
Kabhi Uthh Ke Tere Paas Se Jo Main Chal Dun,
Jaate Huye Khud Ko Tere Paas Bhool Jaaun.

कभी लफ्ज़ भूल जाऊं कभी बात भूल जाऊं,
तूझे इस कदर चाहूँ कि अपनी ज़ात भूल जाऊं,
कभी उठ के तेरे पास से जो मैं चल दूँ,
जाते हुए खुद को तेरे पास भूल जाऊं।

LazyBoy0007

3 comments: